30 Best Attitude Quotes in Urdu | Ignorance Quotes
Attitude quotes are one of the best categories of s4shayarihub.com, which provides you with the best and unique collection of Attitude Quotes in Urdu. These attitude quotes will directly target your mind and forces you to change your decisions as it is especially designed only for changing anyone’s thinking. Here in our this section you will find some most valuable badass, bossy, confidence, elegant, independent, dope, encouragement and powerful quotes for both boys and girls. If you like our efforts in our content, so please support us by sharing these attitude quotes in Urdu just for you.
Attitude Quotes lists
Attitude Quotes In Urdu For Girls
Terhi battoon ka sedha sa jawab
Main bat tameez meri adateen khrab
Bohat khaamiyan nikalny lgy hu aj kl mujh main
ao aik mulaqat ayeny se zra tm bhi krlo
Ishq nay nikamma nahi kiya ghaalib
main bachpan se hi weeli hu
khush rehti hu un logo ke saamny
Jinky khoon jalta hai hmary naam se
khush rehti hu un logo ke saamny
Jinky khoon jalta hai hmary naam se
Nahi chaye jo meri kismet main nahi
Bheek mang kr jeena meri fitrat main nahi
Khubsurti say dhoka na kahana aye Ibn-e-adam
Talwaar kitni bhi khubsurat hu mangti tw khoon hai
Humne tere khatir dunya bhuladi
Tumne badly main hume hi bhula diya
ہم نے تیرے خاطر دنیا بھلا دی
تم نے بدلے میں ہمیں ہی بھلا دیا
Kabhi Dard hai tw dawa nahi
Dawa mili tw shafa nahi
wo zulam krty hai is trah
Jese mera koi khuda nahi
khamoosh tabyet mujh par jajti hi nahi
Main hansti hu tw bahary bhi muskraati hai
Ishq ki mujh sy banti nahi
Ishq chahta hai ghulaami or
me bachpan se hi nawab zaadi hu
Chaar din mere saath kheli hai
Zindagi hi meri Saheli hai
چار دن میرے ساتھ کھیلی ہے
Attitude Quotes In Urdu For Boys
Jab kisi baat ka jawab na mily
Tw smjho jawab de dya gya hai
جب کسی بات کا جواب نہ ملے
Ghumaand na kr apny dimag pr aye dost
jitna tery pass hai utna mera khrab rehta hai
گھمنڈ نہ کر اپنے دماغ پر اے دوست
جتنا تیرے پاس ہے
khud apny hi dum pr jeeny ki aadat hai mjhe
Hum nay sekha hi nahi sahara lena kisi ka
خود اپنے ہی دم پر جینے کی عادت ہے مجھے
Hum jo kehny ko khiza main bhi hary rehty hai
Maosam- e- gul main bhi andar se mary rehty hai
ہم جو کہنے کو خزاں میں بھی ہرے رہتے ہیں
Raaj tw humara hr jga hai
pasand krny walo kay dil mai
Aur nafrat krny walo kay dimag main
راج تو ہمارا ہر جگہ ہے
پسند کرنے والوں کے دل میں
Soch samjh kr kia kro aoron se humari baaten
kyun kay jo tmhary qareeb hai
wo humary mureed hai
سوچ سمجھ کر کیا کرو اوروں سے
ہماری باتیں کیونکہ جو تمہارے قریب ہیں
kamaal krty hai hum say jalny waly
Mehfil khud ki sajaaty hai
Par charchy humary krty hai
کمال کرتے ہیں ہم سے جلنے والے
محفل خود کی سجاتے ہیں
Patly gaal aur bikhry baal
Yhi hai aj kl kay lrkon ka haal
پتلے گال اور بکھرے بال
Barabri tw kr nahi sakty
Chlo burai hi krlo
برابری تو کر نہیں سکتے
Bohat bura hu sahab
aap jesy achon se khuda bachaye
بہت برا ہوں صاحب آپ
Attitude Quotes In Urdu
Meri himmat ko prkhny ki gustakhi na krna
Phly bhi kai toofano ka ruk mor chuka hu
میری ہمت کو پرکھنے کی گستاخی نہ کرنا
Jisy aik baar chordo isy mor kar bhi nahi dekhta
Ana parstoon ki dunya mai aik alg muqam hai mera
جسے ایک بار چھوڑ دوں اسے مڑ کر بھی نہیں دیکھتا
Woh Mnazil hi bad naseeb thi jo hume pa na saki
wrna jeet ki kia auqat jo hume thukrade
وہ منزل ہی بدنصیب تھی جو ہمیں پا نہ سکی
Apny khilaf baten khamoshi se sun leta hu
Main nay jawab ka haq wqt ko de rkha hai
اپنے خلاف باتیں خاموشی سے سن لیتا ہوں
Hum apni Misal ap hai Sahab
Kisi aur jesa bn nay ka tasawur bhi ni krskty
ہم اپنی مثال آپ ہیں صاحب
Bury hai tbhi tw jee rhy hai
Achy huty tw dunya jene nahi deti
برے ہیں تبھی تو جی رہے ہیں
Ansoo ko sharab aur honto ko gulaab kehty hai
Hamray sath soch kr chlna log hume khrab kehty hai
آنسوؤں کو شراب اور ہونٹوں کو گلاب کہتے ہیں
Sir phiron ki mehfil main zikar hua jab bad mashi ka
Sun kr qissay log mere dedaar ko trsny lgy
سرپھروں کی محفل میں جب ذکر ہوا بدمعاشی کا
سن کر قصّے لوگ میرے دیدار کو ترسنے لگے